Mohabbat ab main na karunga kisi ko, Mohabbat chor di hum ne,muhabbat poetry,sad urdu poetry,urdu poetry,best urdu poetry,khan brothers studio,sad shayari urdu,sad poetry in urdu,
29 May 2020
Mohabbat ab main na karunga kisi ko | Mohabbat chor di hum ne || dil pe...
Mohabbat ab main na karunga kisi ko, Mohabbat chor di hum ne,muhabbat poetry,sad urdu poetry,urdu poetry,best urdu poetry,khan brothers studio,sad shayari urdu,sad poetry in urdu,
24 April 2020
Woh apni marzi sey ham sey baat kerte hain !!
22 April 2020
Main apni zaat mein khoi to tujh mein ja nikli
17 April 2020
Na Koi Teer Na Koi Kamaan Baqi Hai , نہ کوئی تیر نہ کوئی کمان باقی ہے
Na Koi Teer Na Koi Kamaan Baqi Hai
Magar Woh Ik Ngh Meharban Baqi Hai
Ura Ke Le Gayeen Hijrat Ki Aandhiyan Sab
Kuch
Bas –Apne Sir Pay Khula Aasman Baqi Hai
Ik Aur Teer Chala Apna Ehad Poora Kar
Abhi Parinday Mein Thori Si Jaan Baqi
Hai
Fiza Mein Goonj Rahi Hai Sadaye
Mazlomanh
Zuba Khmosh Hai Lekin Bayan Baqi Hai
Mita Saka Nah Kabhi Waqt Ka Gubhar Usay
Faseel Shab Pay Lahoo Ka Nishaan Baqi
Hai
Hamaray Shehar Pay Viraniyan Musallat
Hain
Maken To Koi Nahi Hai Makaan Baqi Hai
Nafs Nafs Hai Wohi Aazmayshon Ka Safar
Qadam Qadam Pay Wohi Imthehaan Baqi Hai
Misl Yeh Sach Hai Ke Rassi Ke Bil Nahi
Jatay
Akhar Chuki Hai Sun-Hwa Aan Baan Baqi
Hai
Ataa Hui Hai Hamein Aisi Jurrat Parwaaz
Ke Par Shakista Hain Lekin Udaan Baqi
Hai
Kisi Kinare Laga Day Gi Meharban Sun-Hwa
Shakista Nao Sahi Badbaan Baqi Hai
Dua Ke Haath Bhi Shall Ho Gaye Magar Ae
Naaz
Wohi Zameen Wohi Aasman Baqi Hai
________________________
نہ کوئی تیر نہ کوئی کمان باقی ہے
مگر وہ اک نگہ مہربان باقی ہے
اڑا کے لے گئیں ہجرت کی آندھیاں سب
کچھ
بس اپنے سر پہ کھلا آسمان باقی ہے
اک اور تیر چلا اپنا عہد پورا کر
ابھی پرندے میں تھوڑی سی جان باقی
ہے
فضا میں گونج رہی ہے صدائے مظلوماں
زباں خموش ہے لیکن بیان باقی ہے
مٹا سکا نہ کبھی وقت کا غبار اسے
فصیل شب پہ لہو کا نشان باقی ہے
ہمارے شہر پہ ویرانیاں مسلط ہیں
مکیں تو کوئی نہیں ہے مکان باقی ہے
نفس نفس ہے وہی آزمائشوں کا سفر
قدم قدم پہ وہی امتحان باقی ہے
مثل یہ سچ ہے کہ رسی کے بل نہیں جاتے
اکھڑ چکی ہے ہوا آن بان باقی ہے
عطا ہوئی ہے ہمیں ایسی جرأت پرواز
کہ پر شکستہ ہیں لیکن اڑان باقی ہے
کسی کنارے لگا دے گی مہربان ہوا
شکستہ ناؤ سہی بادبان باقی ہے
دعا کے ہاتھ بھی شل ہو گئے مگر اے
نازؔ
وہی زمین وہی آسمان باقی ہے
14 April 2020
Dard Bhari Shayari Video Mein | Urdu Hindi Dard Bhari Shayari
Dard Bhari Shayari Video Mein
Yahan Aap Dard Bhari Shayari Video Mein Dekh Sakte Hain.Urdu Hindi Dard Bhari Shayari sun sakte hain.Very Heart Touching Dard Bhari Shayari.
Mazeed Dard Bhari Shayari ke liay Is Site Par Waqtan Fa Waqtan Aate Rahain.
Sad Dard Bhari Shayari ,Bewafa Shayari and 2 Lines sad Shayari Video mein Dekhain13 April 2020
Best Ever Hindi Shayari 2 Line - Best Shayari 2 Line in Hindi
Here we find some Best Ever Hindi Shayari 2 Line. Top Best Shayari 2 Line in Hindi and Urdu .
गिरना था जो आपको तो सौ मक़ाम थे,ये क्या किया कि निगाहों से गिर गए।
گرنا تھا جو آپ کو تو سو مقام تھےیہ کیا کیا کہ نگاہوں سے گر گئے
Girana Tha Jo Aap ko to Sau Maqaam The,
Ye Kya Kiya Ke Nigaahon Se Gir Gae.
______________________
Hindi Shayari 2 Line
दुनिया फ़रेब करके हुनरमंद
हो गई,
हम ऐतबार करके गुनाहगार
हो गए।
Duniya Fareb Kar ke
Hunaramand Ho Gaee,
Ham Aitabaar Karake Gunaaha gaar
Ho Gae.
دنیا فریب کر کے ہنر مند ہو گئی
ہم اعتبار کر کے گنہگار ہو گئے
______________________
Best Shayari 2 Line in Hindi
Milne Ko To Har Shakhs
Ehataram Se Mila
Par Jo Mila Kisi Na Kisi
Kaam Se Mila.
मिलने को तो हर शख्स एहतराम से मिला,
पर जो मिला किसी न किसी काम से मिला।
ملنے کو تو ہر شخص بڑے
احترام سے ملا
پر جو ملا کسی نہ کسی کام
سے ملا
Kyun Itna dard dete Ho
Kyun Itna dard dete Ho
Kyun Yun Din Bhar Satate ho
Palat Hum Na Ayenge
Na Phir Tum Ko Satayenge
Hamare Baad Jo Wo Pal
Tumhe Jab Yaad Ayenge
Bohat Tumko Rulayenge
Satayenge Jagayenge
Abhi Shehar e Muhabbat Mai
Mera Koi nahi Jaana
Meri Dunya Mai Ajao
Kahin Rooh Mai Sama Jao
Tumhari Yaad Mai Jalti Hon
Kyun Itna Rulate Ho
Teri Chokhat Pe Aye Hain
Tumhe Paa Kar Hi Jayenge
Agar Kuch Ranjishen Hongi
Hum Unko Bhi Mitayenge
Abhi TumKo bulate Hain
Tumhi Pe Haq jatate Hain
Mere Is Pyar Ko jaana
Bolo Kaise Bhulaogay
Duayen Jab Bhi Mangi Hain
Khuda Se Tumko Manga Hai
Agar Tum Na Howe Mere
To Phir Hum Jee Na Payenge
Palat Hum Na Ayenge
Na Phir Tum Ko Satayenge
Na Phir Tumko Jagayenge
Na Phir Tumko Manayenge
Kyun Itna Dard Dete Ho
Kyun Itna Dard Dete Ho
Kabhi Khamosh Baithoge Song lyric and Video
Kabhi Khamosh Baithoge Song lyric and Video
Kabhi Khamosh betho GayKabhi Kuch Gungunao Gay
Mai Utna Yaad Aaongi Mujhe Jitna Bhulao Gay
Koi Jab Poch Bethega Khamoshi Ka Sabab Tumse
Bohat Samjhana Chaho Gay Magar Samjha Na Pao gay
Kabhi Dunya Mukammal Ban Ke Ayegi Nigahon Mai
Kabhi Meri Kami Dunya Ki Har Shay Mai Pao Gay
Kahin Par Bhi Rahen Hum Aur Tum
Muhabbat Phir Muhabbat Hai
Hum Utna Yaad Ayengay Hame Jitna Bhulao Gay
Kabhi Khamosh betho Gay
Kabhi Kuch Gungunao Gay
Torr Dalen Qalam To Behtar Hai | Best Urdu to Hindi Shayari Video Audio
Best Urdu to Hindi Shayari Video Audio
Torr Dalen Qalam To Behtar Hai
Na Likhen Raaz e Ghum To Behtar Hai
Yun Bhi hum Ko Na Choregi Dunya
Ap Karlen Sitam To Behtar Hai
Kufar hai Hum Unhe Chahen
Log Poje Sanam To Behtar Hai
Ishq Marta To Kam Hi Lekin
Ishq Maare Bhi Kam To Behtar Hai
Daad Milti Hai Wo Sune Na Sune
Aake Zair o Bam To Behtar Hai
Na Karo Tauba Dil Dukhane Se
Ab Na Tote Qasam To Behtar Hai
Dil Ka Qissa Wohi Qadeemi Hai
Na Suno Mohtram To Behtar Hai
Torr Dalen Qalam To Behtar Hai
Aaj Hum Tumko Chalo Saf Bata Dete Hain - Urdu Hindi Shayari Video
Aaj Hum Tumko Chalo Saf Bata Dete Hain
Dil e Gustakh Ka Har Raaz Suna Dete Hain
Shiddat e Dard Ne Mujhe Kya Se Kya Bana Diya
Halat e Zar Tumko Bhi Suna Dete Hain
Khamosh Darya Ki Tarah Behti Rehti Hon
Bewaja Ghum Ke Tufaan Mujhe Saza Kyun Dete Hain
Ankhen Ashkon Se Barh Jayen To
Selaab Ashk Mai Sab Shikayat Baha Dete Hain
Ek Raaz Chupa Hai To Chupa Rehne Do
Unke Samne Hum Siskiyun Mai Bhi Muskura Dete Hain
Aaj Hum Tumko Chalo Saf Bata Dete Hain
Dil e Gustakh Ka Har Raaz Suna Dete Hain
Dil e Gustakh Ka Har Raaz Suna Dete Hain
Shiddat e Dard Ne Mujhe Kya Se Kya Bana Diya
Halat e Zar Tumko Bhi Suna Dete Hain
Khamosh Darya Ki Tarah Behti Rehti Hon
Bewaja Ghum Ke Tufaan Mujhe Saza Kyun Dete Hain
Ankhen Ashkon Se Barh Jayen To
Selaab Ashk Mai Sab Shikayat Baha Dete Hain
Ek Raaz Chupa Hai To Chupa Rehne Do
Unke Samne Hum Siskiyun Mai Bhi Muskura Dete Hain
Aaj Hum Tumko Chalo Saf Bata Dete Hain
Dil e Gustakh Ka Har Raaz Suna Dete Hain